Thursday, September 17, 2009

aay dil aay nadaan, tu samajta kyu nahi har baat pe dil lagana aachi baat nahi mil jaye agar sab kuch zindagi mein wo zindagi ,zindagi nahi.... haar rooj dhadakna, tera kaam hai yahi jarurat se jyada kabhi expect karna nahi kisi se gile sikhwe rakhna nahi jeena ki aarjoo kabhi chhodna nahi aay dil aay nadaan tu...... hazaro chehre milenge zindagi mein sab ko khud me samana jaruri nahi samay ka paiyaa chalta rahega... tu bhi kabhi thamna nahi... life me aate speadbreakers kabhi kabhi cross karte rehena sabhi beete lamho ko bhul jaana aur khuss rehena tera role hai yahi.... kabhi laga tujhe daar to dikhlana nahi kabhi hua tu break to khud ko simat lena takdir k aage kabhi jhukna nahi jee le tu ek baar,vapas chance milega nahi life me hote hain ups n downs tu kabhi dagmagana nahi haar baat pe sochna dubara life me at once kuch hota nahi.. tere bina sharir kuch kaam ka nahi mind aur muscles hai tujhse jude sabhi blood ko pump karte rehena hamesha chhut na jaye mera saath kabhi itna samjhane par bhi tu samjha nahi kya karu mere pass easy solutions bhi to nahi last main ye maat keh dena ki "dil hai ke manta nahi"......... aay dil aay nadan tu samajta kyun nahi.....